Saaqui intizaar karta hai tera shaam-e-jaam,
Hasrat bhari nazar se dekhta tujhko shaam-e-jaam,
Deedaar-e-yaar ko tarastaa hai shaam-e-jaam,
Fikr mein teri har pal marta hai shaam-e-jaam,
Khaalee hokar bhee kitnaa bharaa hua hai shaam-e-jaam.
-Aditya Rohatgi
Wah huzoor.....nahi waah Taaj boliye !! Oye saaqui Kya jaam pilaaya hai zaalim....ab tak hosh hi nahi aaya hai shaam-e-jaam :)
ReplyDelete